The Most Viewed Videos of all Time
Welcome
Login / Register

Top 10 Biggest Sixes In Cricket History

Thanks! Share it with your friends!

URL

You disliked this video. Thanks for the feedback!

Sorry, only registred users can create playlists.
URL


Added by Admin in Top 10
49 Views

Description

Cricket Dunya Mein Khela Jane Wala Dusra Bara Khel Hai.Jis Ko Cororon
Logon Mein Pasand Kiya Jata Hai.Is Bat Ko madde nazar rakhte hue.Aj Ki Is
video mein hum ap ko cricket ki tareekh Mein Lagai Gai 10 sub se lambe
Chakon ke bare mein batain ge.Lekin Is se pehle agar ap ne abhi hamara
yeh channel suscribe nahi kiya to channel ko subscribe kar lein sath mojood
ghanti ke button ko daba dein take ap ko cricket se mutalliq tamam updates
apki mobile screen par masno ho sake.


Number 10:Ms Dhoni Ka Shmar cricket ki tareekh ke bahtreen crketers mein
hota hai. inhon ne bharti cricket team ko unchayun par puhnchane Mein buhot
aham kirdar ada kiya.dunya ke sub se lambe chakon ki list mein ms dhoni ka
chaka number 10 par ata hai.2012 mein bharat or aurstali ke darmyan aik
common bank series kheli gai jise bharat ne jita lekin is series mein lagaya
jane wala 112 meter chaka aj bhi bharti cricket team ke fans ke dimag mein
mojood hai.
(Ms Dhoni)

Number 9:Ijaz ahmad aik retire pakistani balle baz hein.pakistan mein hazaro
log aise hein jo is shandar khiladi se waqif hi nahi.in ke bare mein zyada
bat bhi nahi ki jati.son 1999 mein pakistan or bharat ke darmyan moroli ke
shehar mein aik match khela gya jis mein ijaz ahmad ne soraf dhandhli ko
Ik shandar lamba chaka mara jis chake ki lambai 115 meter lambi thi
(ijaz Ahmad)

Numbar 8 : corey anderson newzeland ke aik jarhana balle baz hein. 19
junuary 2017 ko newzeland or bharat ke darmyan nipik ke shehar mein aik
oneday match khela gya.jis mein corey anderson nein 112 meter lamba chaka
lagaya jo ke stadium ke bahir ja kar gira.
(corey Anderson)


Number 7:Chris Gayle westendies or dunya cricket ke behtarien balle baz hein
jin ko in ke jarhana andaz ki waja se kai namon se bhi nawaza gaya.jesa ke
gayle strong universe boss.2010 mein icc world t20 mein chris gayle ne dunya
ka sab se lamba chaka lagaya jis ki lambai 124 meter thi.
(chris gayle)


Number 6: Chris Gayle: 2011 mein aik bar phir chris gayle ne aik buhat hi
bara 126 meter chaka laga kar apne hi pichle chake ka world record bhi tor
diya.
(chris gayle)


Number 5:shahid afridi se to sab hi waqif hon ge.inka shamar cricket ki
tareekh ke sab se khatarnak khiladiyon me hota hai.yeh abhi bhi aik behtreen
Khiladi hein.jo pakistan super league mein apni tam ko match jitwane ke liye
bohat aham kirdar ada karte hein.australia ke khilaf ke oneday international
match ke doran shahid afridi ne andro simons ko aik lamba chaka jara jis ki
lambai 130 meter thi.
(shahid afridi)

Number 4 :MS Dhoni aik bar phir hamari list mein ate hain.newzeland ke khilaf
Aik match ke doran ms dhoni ne apne cricket career ka sab se lamba chaka
lagay.jis ki lambai 135 meter lambi thi
(MS DHoni)

Post your comment

Comments

Be the first to comment
RSS