TOP 10 FACTS OF KUWAIT IN HINDI || कुवैत की 10 ऐसी बातें हैं जो आप नहीं जानते ? || FACT FINDER
Description
About video:
in this video I explained about Kuwait country the 4th richest country of the world.
I hope you will enjoy the video.
===================================
Amazing Facts of Kuwait || Fact Finder
1. Kya apko pta hai Kuwait pehli Esi country bani jisne 2006 may untu ki race robots ke dwara krwai.
2. Kuwait dunia may ikloti Esi country country hai jiske pas Koi natural water supply nhi hai, wha pe Koi river ya lake nhi hai.
Lekin fir Bi 2005 may unhu ne apna first golf course innagurate krdia.
3. Ramzan ke mahine may khana,pani peena ,loud music bjana public places par ban hai.
4. KyA apko pta hai Kuwait may Koi bi Railway Station nhi hai.
5. Kuwait dunia ke sabse chotay mulku may se ek mulk hai.
6. Kuwait may sirf 41.4 Lakh log rehtay hai according to 2018 survey.
7. Kuwait ke zyadatar log Islam dharm ka palan krtay hai.
8. Kuwait ki official curreny 'Kuwaiti dinar' hai
Jo ki Indian ruppes ke Hisab se 250 ruppe ke kareeb hai.
9. Kuwait dunia ki 4th richest country hai.
10. Kuwait ne ortu ko 2005 may he pure syasi haqooq de diye thay.
#factfinder #kuwait #kuwaitcountry
=========≠=========================
THANK YOU VERY MUCH FOR YOUR LOVE AND SUPPORT ❤
Comments